Image Hosted by ImageShack.us



BollyMix

  • 21/11/2009 - dil ko

  •  
    Şarkıcı: Roop Kumar Rathod
     

    Mm hm hm, mm hm hm hm hm

    Mm hm hm hm hm, mm mm mm mm mm mm mm

    Dil ko tumse pyaar hua, pehli baar hua

    Tumse pyaar hua

    Main bhi aashiq yaar hua, pehli baar hua

    Tumse pyaar hua

    (Chhaayi hai betaabi

    Meri jaan, kaho main kya karoon) - 2

    Dil ko tumse pyaar hua, pehli baar hua

    Tumse pyaar hua

    Main bhi aashiq yaar hua, pehli baar hua

    Tumse pyaar hua

     

    Oh, kho gaya main khayaalon mein

    Ab neend bhi nahin aankhon mein

    Karvatein bas badalta hoon

    Ab jaagta hoon main raaton mein

    Ab doori na sehni, har lamha kehta hai

    Na jaane haal mera aisa kyoon rehta hai

    Main deewana tera ban gaya jaane jaana

    Main fasaana tera ban gaya jaane jaana

    Haseena gori gori, churaaya chori chori

    Churaaya dil chori chori chori chori chori

    Dil ko tumse pyaar hua, pehli baar hua

    Tumse pyaar hua

    Main bhi aashiq yaar hua, pehli baar hua

    Tumse pyaar hua

     

    Aarzoo hai mere sapnon ki

    Baitha rahoon teri baahon mein

    Sirf tu mujhe chaahe ab

    Itna asar ho meri aahon mein

    Tu keh de haske to tod doon main rasmon ko

    Marke bhi na bhooloon main teri kasmon ko

    Main to aaya hoon yahan pe bas tere liye

    Tera tan mann sab hai mere liye

    Hai kya haseen nazaara, sama hai pyaara pyaara

    Gale laga le yaara yaara yaara yaara yaara

    Main bhi aashiq yaar hua, pehli baar hua

    Tumse pyaar hua

    (Chhaayi hai betaabi

    Meri jaan, kaho main kya karoon) - 2

    Kya karoon, kya karoon, kya karoon 

    ŞARKIYI İNDİR!


    Yorum ( 2 ) :: Yorum yaz! :: Bağlantı

  • 10/10/2009 - Churaya Churaya

  •  
     

    Şarkıcılar: Preeti, Pinky, Shekhar

    Aaya re koi aaye re aaye re aaye re

    Chupke se dil mein samaya re samaya re samaya re

    Aaya re koi aaye re

    Chupke se dil mein samaya re

    Sapno mein aake mere dil ko kisi ne

    Churaya churaya churaya churaya churaya re

    Churaya churaya churaya churaya churaya re

    Churake dil kehta hai rehnaa hai terre dil mein

    Rehnaa hai terre dil mein rehnaa hai terre dil mein

    Ho usne to dekho meri betaabi jo

    Badhaya badhaya badhaya badhaya badhaya re

    Badhaya badhaya badhaya badhaya badhaya re

     

    Gaya dil to gaya gaya gaya

    Dard jaaga naya naya

    Gaya dil to gaya gaya

    Dard jaaga naya naya

    Dil dhadkaya mujko raaton mein

    Dil dhadkaya mujko raaton mein

    Jagaya jagaya jagaya jagaya jagaya re

    Jagaya jagaya jagaya jagaya jagaya re

    Aaya re koi aaye re

    Chupke se dil mein samaya re

    Sapno mein aake mere dil ko kisi ne

    Churaya churaya churaya churaya churaya re

    Churaya churaya churaya churaya churaya re

     

    Pyaar mujhko hua hua hua hua haay

    Usne dil ko chhua chhua

    Pyaar mujhko hua hua

    Usne dil ko chhua chhua

    Maine palkon mein deewane ko

    Maine palkon mein us deewane ko

    Chhupaya chhupaya chhupaya chhupaya chhupaya re

    Chhupaya chhupaya chhupaya chhupaya chhupaya re

    Aaya re koi aaye re

    Chupke se dil mein samaya re

    Sapno mein aake mere dil ko kisi ne

    Churaya churaya churaya churaya churaya re

    Churaya churaya churaya churaya churaya re

    Churake dil kehta hai rehnaa hai terre dil mein

    Rehnaa hai terre dil mein rehnaa hai terre dil mein

    Ho sapno mein aake mere dil ko kisi ne

    Churaya churaya churaya churaya churaya re

    Churaya churaya churaya churaya churaya re

    Churaya churaya churaya churaya churaya re

    Churaya churaya churaya churaya churaya re
     

    ŞARKIYI İNDİR!

     
    Yorum ( 1 ) :: Yorum yaz! :: Bağlantı

  • 6/10/2009 - Sarfarosh Resimler
  • Kategori: Sarfarosh
    Image Hosted by ImageShack.us
    Image Hosted by ImageShack.us
    Image Hosted by ImageShack.us
    Image Hosted by ImageShack.us
    Image Hosted by ImageShack.us
    Yorum ( yok ) :: Yorum yaz! :: Bağlantı

  • 30/9/2009 - Sarfarosh Hakkında Bilgiler
  • Kategori: Sarfarosh

    Film Şirketi: Cinematt Pictures
    Çıkış Tarihi: 30 Nisan 1999
    Türü: Aksiyon / Macera
    Prodüktör: John Mathew Matthan
    Yönetmen: John Mathew Matthan
    Yıldız Oyuncular:
    Aamir Khan........................ Ajay Singh Rathod
    Sonali Bendre
    ..................... Seema
    Naseruddin Shah................ Ghazal 
    Mukesh Rishi
    ...................... INSP. Salim
    Smita Jaykar
    ....................... Ajay'ın Annesi
    Akhilendra Mishra
    .............. Mirchi Seth
    Govind Namdeo
    .................. Veeran
    Akash Khurana
    .................... Ajay'ın Babası
    Ahmed Khan....................... Haji
    Rajesh Joshi
    ........................ Thakur
    Ali Khan
    .............................. Shafi
    Manoj Joshi
    ......................... S.I. Bajju
    Sunil Rege........................... Bakan
    Rohit Raj
    ............................. Bakanın Sekreteri
    Sunil Shinde
    ........................ D.C.P.
    Pradeep Rawat
    .................... Sultan
    Makrand Deshpande........... Shiva
    Upasna Singh
    ...................... Mala
    Anil Upadhyay
    .................... Fatka
    Surekha Sikri...................... Sultan'ın Annesi 
    Ramdas Jadhav................... Chandrapur INSP
    Rajendra Mehra
    .................. Ajay'ın Amcası
    Varun Vardhan
    ................... Ajay'ın Erkek Kardeşi
    Radhika............................... Bar Dansçısı
    Pinky Chinoy
    ...................... Rajasthani Dansçı
    Avantika Verma
    .................. Bar Dansçısı
    Şarkıcılar: Jagjit Singh, Alka Yagnik, Kumar Sanu, Kavita Krishnamurthy, Roop Kumar Rathod, Sonu Nigam, Aamir Khan
    Söz Yazarı: Nida Fazli, Sameer, Indeevar, Israr Ansari
    Müzik Direktörü: Jatin Pandit, Lalit Pandit
    Koreografi: Farah Khan, Raju Khan, Ahmed Khan
    Aksiyon:
    Abbas Ali Moghul, Hanif Khan
    Senaryo:
    John Mathew Matthan
    Diyalog: Hridaylani
    Kostüm: Ashley Rebello, Lovleen Bains
    Tanıtım Tasarımlar:
    Studio Link
    Hikaye / Yazar: John Mathew Matthan

    Yorum ( yok ) :: Yorum yaz! :: Bağlantı

  • 30/9/2009 - Hoshwalon Ko Khabar Kya
  • Kategori: Sarfarosh


    Şarkıcılar: Janjit Singh

    Mmm mm mm

    Haa haa haa haa haa haa

    (Hoshwalon ko khabar kya

    Bekhudi kya cheez hai) -

    (Ishq ki jaye phir samajhiye) -  2

    Zindagi kya cheez hai

    Hoshwalon ko khabar kya

    Bekhudi kya cheez hai

     

    Unse nazar kya milin

    Roshan fizaein ho gayee

    Hmm hmm hmm hmm

    Aah haa aah haa haa haa

    La la la la la la

    Unse nazar kya milin

    Roshan fizaein ho gayee

    (Aaj jana pyaar ki

    Jaadugari kya cheez hai) -  2

    (Ishq ki jaye phir samajhiye) - 2

    Zindagi kya cheez hai

     

    Khulti zulfon ne sikhayee

    Mausamon ko shayaree

    Hmm hmm hmm hmm

    Hmm hmm hmm hmm hmm

    La la la la la la

    Khulti zulfon ne sikhayee

    Mausamon ko shayaree

    (Jhukti aankhon ne bataya

    Maikashi kya cheez hai) - 2

    (Ishq ki jaye phir samajhiye) - 2

    Zindagi kya cheez hai

     

    Hum labon se keh na paaye

    Unse haal-e-dil kabhi

    Hmm hmm hmm hmm

    La la la la la la

    Hmm hmm hmm hmm hmm

    Hum labon se keh na paaye

    Unse haal-e-dil kabhi

    (Aur woh samjhe nahin ye

    Khamoshi kya cheez hai) - 2

    (Ishq ki jaye phir samajhiye) - 2

    Zindagi kya cheez hai

    ŞARKIYI İNDİR!

    Yorum ( yok ) :: Yorum yaz! :: Bağlantı

  • 30/9/2009 - Is Deewane Ladke Ko
  • Kategori: Sarfarosh

    Şarkıcılar: Alka Yagnik, Aamir Khan

    Arz hai, dawa bhi kaam na aaye, koi dua na lage

    Dawa bhi kaam na aaye, koi dua na lage

    Mere khuda kisi ko, pyar ki hawa na lage

     

    Is deewane ladke ko, koi samjhaye

    Pyar mohabbat se na jaane, kyun yeh ghabraye

    Is deewane ladke ko, koi samjhaye

    Pyar mohabbat se na jaane, kyun yeh ghabraye

    Dard-e-dil, jaane na, paas maein jitna aaun

    Utni door yeh jaaye, jaaye, haan jaaye

    Is deewane ladke ko, koi samjhaye

    Pyar mohabbat se na jaane, kyun yeh ghabraye

    Dard-e-dil, jaane na, paas maein jitna aaun

    Utni door yeh jaaye, jaaye, haan jaaye

    Is deewane ladke ko, koi samjhaye

    Pyar mohabbat se na jaane, kyun yeh ghabraye

     

    Rang na dekhe, roop na dekhe,

    Yeh jawaani ki, dhoop na dekhe

     

    Arz hai, kuch majnu bane, kuch raanjha bane

    Kuch romeo, kuch farhad hue

    Is rang roop ki chaahat mein, jaane kitne barbaad hue, wo dekho

     

    Ishq mein iske, baanvri hoon mein

    Yeh bhala hai to, kya buri hoon mein

    Yeh ladka, hai phir bhi, jaane kyun sharmaaye,

    Jaane kyun sharmaaye, haan sharmaaye

    Is deewane ladke ko, koi samjhaye

    Pyar mohabbat se na jaane, kyun yeh ghabraye

     

    Jaanti hoon mein, yeh tadapta hai

    Pyar mein iska, dil dhadakta hai

     

    Jise dekho dil ki dhuni ramata hai

    Are yeh mandir nahin hai, shivala nahin hai

    Haseenon se kehdo kahin aur jayen

    Mera dil hai dil, koi dharamshala nahin hai

     

    Yeh akele mein, aah bharta hai

    Phir bhi kehne se, yeh kyun darta hai

    Sach kuchh bhi, bole na, jhoothi baat banaaye

    Jhoothi baat banaaye, Jhoothi baat banaaye, haan banaaye

    Is deewane ladke ko, koi samjhaye

    Pyar mohabbat se na jaane, kyun yeh ghabraye

    Dard-e-dil, jaane na, paas maein jitna aaun

    Utni door yeh jaaye, jaaye, haan jaaye

    Is deewane ladke ko, koi samjhaye

    Pyar mohabbat se na jaane, kyun yeh ghabraye

     

    Phool khilte hain, bahaaron ka sama hota hai

    Aise mausam mein hi to, pyar jawaan hota hai

    Dil ki baaton ko, hothon se nahin kehte

    Yeh fasaana to, nigaahon se bayaan hota hai

    ŞARKIYI İNDİR!

    Yorum ( yok ) :: Yorum yaz! :: Bağlantı

  • 30/9/2009 - Jo Haal Dil Ka
  • Kategori: Sarfarosh

    Şarkıcılar: Alka Yagnik, Kumar Sanu

    Jo haal dil ka idhar ho raha hai

    Woh haal dil ka udhar ho raha hai

    Jaane jaan dilon pe pyaar ka

    Ajab sa asar ho raha hai

     

    Jo haal dil ka idhar ho raha hai

    Woh haal dil ka udhar ho raha hai

    Jaane jaan dilon pe pyaar ka

    Ajab sa asar ho raha hai

     

    Jo haal dil ka idhar ho raha hai

    Woh haal dil ka udhar ho raha hai

     

    (Gale se laga loon, labon pe saja loon

    Tere afsaanon ko main apna bana loon) - 2

    Dard hai halka sa, magar ho raha hai

    Jaane jaan dilon pe pyaar ka

    Ajab sa asar ho raha hai

     

    Jo haal dil ka idhar ho raha hai

    Woh haal dil ka udhar ho raha hai


    (Yeh mujhko khabar hai, yeh tujhko pata hai

    Jo chhaaya dhadkan pe chaahat ka nasha hai) - 2

    Deewana tera bekhabar ho raha hai

    Jaane jaan dilon pe pyaar ka

    Ajab sa asar ho raha hai

     

    Jo haal dil ka idhar ho raha hai

    Woh haal dil ka udhar ho raha hai

    Jaane jaan dilon pe pyaar ka

    Ajab sa asar ho raha hai

     

    Jo haal dil ka idhar ho raha hai

    Woh haal dil ka udhar ho raha hai

    ŞARKIYI İNDİR! 

    Yorum ( yok ) :: Yorum yaz! :: Bağlantı

  • 30/9/2009 - Meri Raaton Ki Neendein Uda De
  • Kategori: Sarfarosh


    Şarkıcı: Alka Yagnik

    ŞARKIYI İNDİR!
    Yorum ( yok ) :: Yorum yaz! :: Bağlantı

  • 30/9/2009 - Yeh Jawaani Hadh Kar De
  • Kategori: Sarfarosh

    Şarkıcı: Kavita Krishnamurthy

    (Tu ru ru ru, tu ru ru ru ru

    Tu ru ru ru ru tu ru ru) - 2

    (Yeh jawaani hadh kar de

    Boodhe jawaan ko mast kar de) - 2

    Koi na jaane kal kya ho

    Aane waala pal kya ho

    Le maza le zindagi ka zindagi ka zindagi ka

    Yeh jawaani hadh kar de

    Boodhe jawaan ko mast kar de

    Koi na jaane kal kya ho

    Aane waala pal kya ho

    Le maza le zindagi ka zindagi ka zindagi ka

    Oh, yeh jawaani hadh kar de

     

    Thandi sama, dil hai jawaan

    Saare yahan josh mein

    Kya raat hai, kya baat hai

    Koi nahin hosh mein

    Chhaaya hai kaisa nasha

    Le le zara le le maza maikashi ka

     

    Oh, yeh jawaani hadh kar de

    Boodhe jawaan ko mast kar de

    Koi na jaane kal kya ho

    Ho, aane waala pal kya ho

    Le maza le zindagi ka zindagi ka zindagi ka

    Yeh jawaani hadh kar de

     

    Kaatil bhi hai, aashiq bhi hai

    Aate hain saare yahan

    Kis dil mein hai kya kya chhupa

    Kisko pata meri jaan

    Aaja mere paas aa

    Le le zara le le maza aashiqui ka

     

    Oh, yeh jawaani hadh kar de

    Boodhe jawaan ko mast kar de

    Yeh jawaani hadh kar de

    Boodhe jawaan ko mast kar de

    Koi na jaane kal kya ho

    Ho, aane waala pal kya ho

    Le maza le zindagi ka zindagi ka zindagi ka

    Yeh jawaani hadh kar de

    ŞARKIYI İNDİR!

    Yorum ( yok ) :: Yorum yaz! :: Bağlantı

  • 23/9/2009 - Zindagi Maut Na Ban Jaye
  • Kategori: Sarfarosh


    Şarkıcılar: Roop Kumar Rathod, Sonu Nigam
     
    Zindagi maut na ban jaaye, sambhaalo yaaron - 2

    Kho raha chain-o-aman

    Kho raha chain-o-aman

    Haan, mushkilon mein hai watan

    Mushkilon mein hai watan

    Sarfaroshi ki shama dil mein jala lo yaaron

     

    Zindagi maut na ban jaaye, sambhaalo yaaron

    Zindagi maut na ban jaaye, sambhaalo yaaron

    Kho raha chain-o-aman

    Kho raha chain-o-aman

    Haan, mushkilon mein hai watan

    Mushkilon mein hai watan

    Sarfaroshi ki shama dil mein jala lo yaaron yaaron yaaron

    Zindagi maut na ban jaaye, sambhaalo yaaron

     

    Ek taraf pyaar hai chaahat hai vafaadaari hai

    Ek taraf desh mein, desh mein

    Ek taraf desh mein dhoka hai gaddaari hai

    Bastiya sehmi hui sehma chaman saara hai

    Gham mein kyoon dooba hua aaj sab nazaara hai

    Aag paani ki jaga ab jo barsaayenge

    Lehlaate hue sab khet jhulas jaayenge jaayenge jaayenge

     

    Kho raha chain-o-aman

    Kho raha chain-o-aman

    Haan, mushkilon mein hai watan

    Mushkilon mein hai watan

    Sarfaroshi ki shama dil mein jala lo yaaron

    Zindagi maut na ban jaaye, sambhaalo yaaron

    Zindagi maut na ban jaaye, sambhaalo yaaron

    Haan, kho raha chain-o-aman

    Kho raha chain-o-aman

    Haan, mushkilon mein hai watan

    Mushkilon mein hai watan

    Sarfaroshi ki shama dil mein jala lo yaaron

    Zindagi maut na ban jaaye, sambhaalo yaaron

    Zindagi maut na ban jaaye, sambhaalo yaaron

     

    Chand sikkon ke liye tum na karo kaam bura

    Na karo kaam bura, na karo kaam bura

    Na karo kaam bura

    Na karo kaam bura

    Har buraayi ka sada hota hai anjaam bura

    Har buraayi ka hota hai bas anjaam bura anjaam bura

    Anjaam bura anjaam bura

    Anjaam bura anjaam bura

     

    Jurm waalon ki kahan umr badi hai yaaron

    Inki raahon mein sada maut khadi hai yaaron

    Zulm karne se sada zulm hi haazil hoga

    Jo na sach baat kahe voh koi buzdil hoga

    Sarfaroshon ne lahoon deke jisse seencha hai

    Aise gulshan ko ujadne se bacha lo yaaron

    Sarfaroshi ki shama dil mein jala lo yaaron yaaron yaaron

     

    Zindagi maut na ban jaaye, sambhaalo yaaron

    Zindagi maut na ban jaaye, sambhaalo yaaron

    Kho raha chain-o-aman

    Kho raha chain-o-aman

    Mushkilon mein hai watan

    Mushkilon mein hai watan

    Sarfaroshi ki shama dil mein jala lo yaaron

    Zindagi maut na ban jaaye, sambhaalo yaaron - 4

    (Aah, aah, aah...)

     
    ŞARKIYI İNDİR!

    Yorum ( yok ) :: Yorum yaz! :: Bağlantı

    Hakkımda

    ~~~~~~~~~~~~ ßollyMiX ~~~~~~~~~~~~ *** Şarkı Sözleri & Klipler & Resimler *** (Not: Daha etkili bir sonuç için yazıları 'Kategoriler' den takip ediniz.)

    Bağlantılar

  • Ana Sayfa
  • Profilim
  • Blog Arşivi
  • RSS

    Kategoriler

    Arkadaşlarım

  • Blogcu Yardım
  • hintruyasi
  • bollywoodium
  • nazkhan
  • bollyprenses
  • bollycreations
  • Sayfa: 1 - Toplam: 14
    | Sonraki Sayfa